Chand ki kirno jao na, us ko CHOO Ker aao na, wo kab kab kya kya karta hai, WO jagta hai ya sota hai, WO kis se batein karta hai, WO sham ko kaisa lagta hai, WO raat ko kesa dikhta hai, jab soey kesa lagta hai, jab jagey kesa lagta hai, TUM chupkay chupkay jao na, TUM us ko CHOO kar aao na.