Jab kabi tera dil ghabraye tu lot ana, Agar tuje meri yaad staye tu lot ana, Kuch waqt acha guzra hy sath tumhary, Us waqt ki awaz aye tu lot ana, Aik waqt k liye dost ban jaty hain sabhi, Agar koi tuje thukraye tu lot ana, Na jane kaise din guzrty hain tumhari yad mein, Tumko ye pegham mil jaye tu lot ana.