Agar jo dil ki suno gay to haar jaoo gay, Ham jaisa pyar kahan pao gay, Jan dainay ki baat to har koi kerta hay, Zindagi bananay wala kahan se lao gay, Jo ek nazar dekho gay tum hamain, To har taraf sirf hum hi ko pao gay, Yaqeen apni mohabbat par itna hay mujhay, Meri chahat ko dekho gay to lout aao gay, Meri aankhoon k samandar main doob gaye, agar jo Kahin jana bhi cha ho gay to nahi ja pao gay.