Teray bina dil ko karar nai hota, karna bhi chahta hoon lekin ezhar nai hota, jo karta hai muhbbat sochay dil say yar, wo zamanay main kabhi khuwar nai hota, jo pal bhar main bhula de apni muhbbat ko, wo khud kisi ki muhbbat ka haqdar nai hota.