Uski ankhon mein koi dukh basa hai shayed, Ya muje khud hi weham sa howa hai shayed, Main ne pocha k bhool gaye ho tum b, Poonch kar ansoo muje us ne kaha hai Shayed.