Faslay mita kar apass me pyar rakhna, Dosti ka ye rishta hamesha barkarar rakhna, Bichar jaye kabi ap se hum phir b, Aankhon me hamesha hamara intezar rakhna.