Ankhon ko intizar ki aadat c ho gai, Yani khayal-e-yar ki adat c ho gai, Ab doosra mily b to dil manta nahi, Hum ko to us k payar ki aadat c ho gai, Wo jhoot b kahe to use manty hain such, Us pe to aitbar ki aadat c ho gai, khushyan agar milen to hum gham pe war dain, Ghaate k karobar ki aadat c ho gai.