Mera afsurda chehra is liye b zard rehta hy, Muje apne ilawa b kisi ka dard rehta hy, Tumhare damm se thi ye sab mosam ki rangeeni, Tumhare baad sara saal mosam sard rehta hy, Tumhare baad baqi or to sab theek hy lekin, Jahan DIL tha kabi pehle wahan ab DARD rehta hy.