Bagair jane pehchane ikrar na kijiye, Muskura kar dil ko bekarar na kijiye, Gulab bhi de jate hai zakhm gehra kabi kabi, Har Gulab par yu aitbaar na kijiye.