Tum apni palkon ki parchaiyan muje day do, Tum apni sham ki tanhaiyan muje day do, Main dob jaon tumhari udas ankhon mein, Tum apne dard ki gehraiyan muje De do.