1 admi car ma 2 lrkiyon k 7 batha hy, Us car k pas 1 admi aya or car ma bthy admi se pocha k in 2 lrkiyon se tmhara kia rishta hai? To pehle admi ne kaha jo mairi car ka num hai wohi mera inse rishta hai. Car ka num hai 2989, Ab btao kia rishta hai. (Ans: Dono Nawasi hein)