Pocha Ho Ga Jo Kisi Ny Teray Halat Ka Sabab, Tu Ny Baton Main Khub Uss Sy Chupaya Ho Ga, Ho k nidhal Meri yaadon sy tu ne jana, Meri tasvir pe sr apna thikaya ho ga, Raat k betny tk Neend na ai ho gi tujay, Tu ne takiye ko b siney se lgaya ho ga, Ktni aziat se us ne Mujy bulaya hoga, Meri yadon ne usey khub rulaya ho ga, Socha ho ga us neDin me kai bar mujy, Naam hatheli pr b likh likh k mitaya ho ga, Jahan us ne mera zikr suna ho ga kisi se, Us ki ankhon me koi aansu to aya ho ga, Baat-Be-Bat Ankh us ki chalki ho gi, Us ny chehray ko Bazoun me chupaya ho ga.