Dekho koi wada na karo bhool jao gay, Mujhe yaad zeyada na karo bhool jao gay, Main aaon to kar lena giley shikwe sarey, Abhi sey irada na karo bhool jao gey.