Woh Dost hamara bewafa ho nai sakta, Naam ulfat ka kabi ruswa ho nai sakta, Mohabat to sang dil ko b moom bana daytee hai, Phir naam mohabat ka saaza ho nai sakta, Mere rooh may shamil hai wafa jiss ki, Woh muj say kabi juda ho nai sakta.