Q pareshan ho muhabbat ki khatir, kia haal bana rakha hai? jo guzer gai usay bhool jao, beeti baton mein kia rakha hai, hum ne tu teri such ko husan ka naam dia, chehron pe tu bas faraib saja rakha hai, ye na samjhna k meri ho gi, mein ne tu tuje apni dharkan bana rakha hai, sab kuch teray hawale kar dia ab tu, tu hi ik sarmaya hai jo bacha rakha hai, na hosaki tum se wafa tu kia hoa? hum ne to pass-e-wafa rakha hai, atishey ghum se na jal jay, ye dil bari mushkilon se issay bujha rakha hai.