Khud ko tum mein Talash kartey hain, Goyaa khud peh Azab kartey hain, Jaisey tu mil hi jaaye ga Ham ko, Khud peh kitna Gumaan kartey hain, Khair talbi hai in baton se kuch nahi hasil, Woh baat ham baar baar kartey hain, Teri Rahon par bikhrey kanton ko, Apni palkon sey Saaf kartey hain, Aey Wo jo ho naa sakey apna, osi ko yaad ham baar baar kartey hain.