Wo ruthey is qadar k manaya na gaya, door itney ho gaye k phir pas bulaya na gaya, dil to dil tha samandar ka sahil nai, likh dia naam to phir mitaya na gaya.