Wo mujh tak aney ki rah chahta hai, Lakin mere chahton ka gwah chahta hai, Khud to atey jatey mosmon ki tarah hai, Aur meri chahat ki inteha chahta hai.