Wo keasa shakas hai, k har roz saza deata hai, phir hansta hai wo itna k bhola deata hai, kabi jo roday tu mujh ko bhi bhool jata hai, aur phir bhool kar mujh ko bhi rula deta hai, isay poachao k bata kis say hai muhabat tumhay?naam sargoshi main mera hi suna deata hai, khud hi kehta na duharo purani yadain, main na duharoun tu phir khud he suna deta hai, khud he likhta hai k jazabat main halchal na karo, aur phir khud hi nae aag laga deata hai.