Wafa roswa nai krna, kabi aisa nahi krna, Mai pehlay he ekela hon, mujhe tanha nai krna, Meri in jheel ankhoo may, kabi sehra nai krna, Judai b jo aye to, dil maila nai krna, bohat masroof ho jana, mujhe socha nai krna, bharosa b zaroori hai, magar subka nai krna, Muqadar phir muqadar hai, koi dua nai krna, Jo likha hai wohi hoga kabi shikwa nai krna, Haqiqat hai milan apna, isay sapna nai krna.