Uss ne kaha mujh se kitna PYAR hai? Main ne kaha sitaron ka b koi SHUMAAR hai! Uss ne kaha kon tumhain bohat AZEEZ hai? Main ne kaha dil pe se IKHTIYAAR hai! Uss ne kaha kon sa TOHFA hai manpsand? Main ne kaha wo shaam abi UDHAAR hai! Uss ne kaha saath kab tak NIBHAO gay? Maine kaha jitni ye saanson ki TAAR hai! Uss ne kaha mujh ko YAKEEN aye kis tarha? Main ne kaha piyar ka dusra naam AITBAAR.