Us ne poocha tu kon hai? Main ne kaha chahat teri! Us ne kaha chata hai kya? Main ne kaha qurbat teri! Us ne kaha mangta hai kya? Main ne kaha muhbat teri! Us ne kaha mar jay ga, Main ne kaha kismat meri.