Sumandroen k musafar thy darbadar rahty, tumhari ankh na hoti to kidar rahty, zahe-naseeb k tum sa mila hai dost humy, warna dard ki lazat se bekhabar rahty.