Ronay say darta hon, juda honay say darta hon, meri ankhen batati hain main sonay say darta hon, meri ungali pakar laina mujhay tanha nahi karna, yah dunya aik mela hai tumhein khonay say darta hon.