Rasmo riwajo ki jo parwah karte hai, Pyar mein wo log gunah karte hai, Ishq wo janoon hai jisme diwane, Apni khushi se khud ko tabah karte hain.