Nazar mila k humse nazar chura mat lena, apna kar humko dushman bana mat dena, mana k hum dur hai aapse, isi baat ko bahana banakar humko bhula mat dena.