Na meri koi manzil hai na kinara, Tanhai meri mehfil or yaden mera sahara, Us se bichhar ker kuch yoon waqt guzra, kabhi zindgi ko tarse to kabhi mot ko pukara.