Meri nazar ko junoon ka payam de saaqi, Meri hayat ko laafani sham day saaqi, Ye roz roz ka peena mujay pasand nahi, Kabi na hosh main aaon wo jaam day saaqi.