Kuch to tanhai ki rutoon mein sahara hota, Tum na hote pr zikr Tumhara hota, Iss dunya mein koi hamdard na paya mein ne, Aik hasrat hi rahi koi hamara hota.