Kuch din to baso meri ankhon mein, Phir khuwab agar ho jau to kya, Koi rang to do mere chehre ko, Phir zakham agar mehkau to kya, Main tanha tha main tanha hon, Tum aao to kya, na aao to kya?