Khamosh palkon se jab anso bikhar jatey hain, Ap kia janey ap kitne yad atey hain, Abhi b usi mor pe khare hain, Jahan ap ne kaha tha thehro ham abhi atey hain.