Jo adhuri reh gai thi wo kahani sochna, beith ker tanha batein purani sochna, jub kabi sahil pe meri yad a jae tumhein, kiun jazeeron ki tarf behta ha pani sochna, jub kabi likhna kahani zeest ki mojon pe tum, kiun badal jatey hein lafzon k maani sochna.