Hazrat Ali (R.A) Farmate hein: Tum apne Batin ki islah karo, Khuda tumharay zahir ki islah kar de ga. Tum apnay deen ki islah karo, Khuda tumhari dunya ki islah kar de ga. Tum apnay aur Allah ke darmiyan rabta sahi karo, Khuda Logon aur tumharay darmiyan rabta sahi kar de ga.