Hazaron pal tumhare bin,Na poocho kaise katay hain,kabhi yaadain rulaati hain,kabhi mosam satatay hain,Usay kehdo hum atay hain,Hamain mayous na kerna,Hmara maan rkh lena,Hamain wapis nai jana,Hamain dil me basa lena,Hamain apna bna lena,Boht tarpe hoe dil se,Boht rotha nai krte,Muhabt to ebadt hai,use ruswa nai krte,Zamane se chupate hn,kbi charcha nai krte,suno aisa nai krte,safar tanha nai krte.