Dil k kone say ek awaz ati hai, Hamein her pal unki yaad ati hai, Dil puchta hai bar bar hum se, Jinhein hum yaad karte hain kia unhein b hamari yaad ati hai.