Dhundla dhundla aankhon ko ik sapna yaad raha, sadyaan jis main simat gayen wo lamha yaad raha, qoas e qza k saaton rang thy us k lehjy main, sari dunia bhool gaye wo chera yaad raha.