Dar Dar Btakte han arman ki tarah, Har koi milta hai anjan ki tarah, Is duniya se khushi ki aas kya rakhen, Yeh to gham b deti ha ehsaan ki tarah.