Aksar woh mari nazm ka unwan rha ha, Lekin wo mere khalos se anjan rha ha, kuch kaha na kbhi is dar se k bura man na jaey, Magar ab wo isi baat ko bura man rha hai.