Abhi to saath chaltay hain samandar ki musafat pe, phir is k baad dekhain gay kinara kon karta hai, ghatain kon lata hai mari ankhoon k mosam main, phir is k baad barish ka nazara kon karta hai.