Tujhe yad kartay hain KHUDA k naam k baad, kabi subah se pehlay kabi sham k baad, kabi milo to kuch karain baatain ik jaam k baad, Dil ki diwaron pe tera naam likhtay hain, kabi fursat mein kabi kaam k baad, mere marne k baad b log tujhe pukarain gay, kabi mere naam se pehlay to kabi mere naam k baad.